kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lata mangeshkar movie: choti si baat – na jaane kyu كلمات اغاني

Loading...

na jaane kyu hota hai ye jindagi ke saath
achaanak ye mann kisi ke jaane ke baad
kare fir uski yaad, chhoti chhoti si baat
na jaane kyu

jo anjaan pal, dhal g_ye kal
aaj woh, rang badal badal
mann ko machal machal rahe hai chhal
na jaane kyu, woh anjaan pal

saje bhi na mere nainon men
tute re haaye re sapnon ke mahal
na jaane kyu hota hai ye jindagi ke saath
achaanak ye man kisi ke jaane ke baad
kare fir usaki yaad, chhoti chhoti si baat
na jaane kyu

wohi hai dagar, wohi hai safar
hai nahin saath mere magar, ab mera hamsafar
idhar udhar dhoondhe nazar, wahi hai dagar

kahaan g_yi shaamein, madbhari
wo mere, mere wo din g_ye kidhar

na jaane kyu hota hai ye zindagi ke saath
achaanak ye man kisi ke jaane ke baad
kare fir usaki yaad, chhoti chhoti si baat
na jaane kyu

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...