kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

l.a. desirapking – samay nahi (l.a. x hyun) كلمات اغاني

Loading...

[intro]:

yeah , ugh grind music
yeah

verse 1 [hyun]

mujhe na chedo mai aag hun
chute hi banoge raakh tum
kaale andhero ne pala sambhala mai mitne na wala abhishaap hun
zinda mai laash hun
logo ki dabi awaaz hun
parvat se unchi hai soch meri mai jo roz likhun, barbaad tum

sauda kiya maine kaal se
badla liya maine pyaar se
na bacha koi mere war se
sine chire maine talwaar se
aaye hazaar the
chehre jalaye cigar se
dara zara na mai haar se
psycho mai pura vichaar se

(ugh) mai hu aatmghati
jaane mere saare saathi
chahoon na duniya ke saare mai sukh, f-ck illuminati (illuminati)

kisi ke paas bhi samay nahi
aisa bhi ayega samay kabhi
jab hogi zarurat samay ki badi
insaan ye harega samay se hi

chorus : [l.a.]

samay se hi
insaan ye harega samay se hi
baaton ka mujhpe hai samay nahi
jhukte hain sare jab samay sahi x 2

verse 2 : [l.a.]

galat prabhav main
pehnun na kabhi naqab mai
utrega koi bachav mein na jab inpe karunga prahar mai
puchein sawaal ye, par banda hun hajir jawaab main
karunga aj ye hisaab main inki baartein jaise ye ho ath(8) mein

ye jo bhi karein sab soch ke karein
main jo bhi karun sab soch ke pare
zinda tu kyun agar tu maut se dare
hum 2 bottle down phir bhi hosh mein khade

kardun mai rongte khade
dhoka dene wale wrong the bade
ye khali bolte rahein, hum jo bhi bolein sab shauq se karein

mere upar hoga na boss koi
bana diya takat hai flaws ko hi
sapne na chase karne se is duniya mein nahi bada loss koi
(yeah yeah) loss koi
tera mera nahi same gang
jaari rahegi hustle jab tak gale mein mere na ho 2-3 chain hang

chorus : [l.a.]

samay se hi
insaan ye harega samay se hi
baaton ka mujhpe hai samay nahi
jhukte hain sare jab samay sahi x 2

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...