kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kr$na – taazi saans, taazi soch كلمات اغاني

Loading...

dollar sign! one time

[chorus]
taazi saans hai
taazi soch hai
hum mein taaza hai dum
taazi approach hai!

taazi saans hai
taazi soch hai
hum mein taaza hai dum
taazi approach hai!

(ahan!)

[verse 1]
humein garv hai uss naujawaan pe
jisne thaanke kiya kaam hai
desh ke naam pe
na kiya kabhi farak, aur madad ki har taraf
jab mushkil thi kaafi sadak
ye haar na kabhi maante!

social media pe amplify kiya
hand_in_hand saath stand and fight kiya
jab hausle kam, hospital ke docs me dum
bahut se jan ne oxygen supply kiya!
uthao sar garv se
dikhaya tumne karke
har app pe charche
hashtag bhi dalte

balki, kiya judke ye faisla
zarurat padi to donate kiya plasma!

naya hindustan
taazi soch wala
apna watan kasam se bahut pyara
kari grind
kathin time me bhi hope daala
story aur post dwaara
beds ko bhi khoj daala

tufaani andaaz hai, taazgi saans me wow (wow)
jahan bhi jaate, aaj bhi mask hain 2 (do)
jab band the raaste, hum the paas me toh (toh)
ab bante raastе, judte saath me log (log)!

badon ne sikhaaya
par humnе bhi ab sambhaala
dilaayi thi dawai, aur slot bhi khoj dala
chahe subah college ho ya work from home
humne kiya cope, never fought alone!
[chorus]
taazi saans hai
taazi soch hai
hum mein taaza hai dum
taazi approach hai!

taazi saans hai
taazi soch hai
hum mein taaza hai dum
taazi approach hai!

taazi saans hai
taazi soch hai
hum mein taaza hai dum
taazi approach hai!

taazi saans hai
taazi soch hai
hum mein taaza hai dum
taazi approach hai!
(yeah)

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...