kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kishore kumar – jaane jaan dhoondata كلمات اغاني

Loading...

[intro]
jaan_e_jaan, dhoondhta phir raha
hoon tumhe rat_din, main yaha se waha

[chorus]
jaan_e_jaan, dhoondhta phir raha
hoon tumhe rat_din, main yaha se waha
mujhko aawaz do chhup g_ye ho sanam
tum kaha? main yaha
tum kaha? main yaha
jaan_e_jaan, dhoondhta phir raha
hoon tumhe rat_din, main yaha se waha

[verse 1]
o, mere humsafar, pyaar ki rah par
sath chale, hum magar, kya khabar
o, mere humsafar, pyaar ki rah par
sath chale, hum magar, kya khabar

[pre_chorus]
raste mein kahi reh g_ye humnashi
tum kaha? main yaha
tum kaha? main yaha

[chorus]
jaan_e_jaan, dhoondhta phir raha
hoon tumhe rat_din, main yaha se waha
mujhko aawaz do chhup g_ye ho sanam
tum kaha? main yaha
tum kaha? main yaha
[verse 2]
dil machalne laga, yunhi dhalne laga
rang bhara pyaar ka ye sama
dil machalne laga, yunhi dhalne laga
rang bhara pyaar ka ye sama

[pre_chorus]
haath aise mein bas chhod kar chal diye
tum kaha? main yaha
tum kaha? main yaha

[chorus]
jaan_e_jaan, dhoondhta phir raha
hoon tumhe rat_din, main yaha se waha

[verse 3]
paas ho tum khade, mere dil me chhupe
aur mujhe kuch pata na chala
paas ho tum khade, mere dil me chhupe
aur mujhe kuch pata na chala

[pre_chorus]
dil mein dekha nahi, dekha sara jahan
tum kaha? main yaha
tum kaha? main yaha
[chorus]
jaan_e_jaan, dhoondhta phir raha
hoon tumhe rat_din, main yaha se waha
mujhko aawaz do chhup g_ye ho sanam
tum kaha? main yaha
tum kaha? main yaha

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...