kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

king – laapata كلمات اغاني

Loading...

humne kiye aise sawal
jinka mila na jawab unse

toot g_ya mera jahaan
jisko dhaage se banaya bunke

ajnabi huye wo jo kabhi the apne
aye na fir kabhi mudke vo hum rishte kya hi rakhte

na_dani, na_samjhi unki ya kuch bhi kehlo
humko bin kahe alvida

wo hue laapata
ab dhoondhein kahan
unke nisha
wo hue laapata
na duri kate _ hain darmiyaan

ab har ek aayine mein tera hi aks hai
tera ruthke chale jana kyu bada bewaqt hai

tera chehra nigaahon mein kuch aise rakhke chala hun
mukhtasar na bhi ho manzil , main tera banke raha hu..

tum kahi dur…
chale g_ye ho, ye kyu hua hai
mujhko chur…..
kar chuke ho, ye sab kya hai

wo huе laapata
ab dhoondhein kahan hum
unke nisha
wo hue laapata
na duri katе hain darmiyaan

ajnabi huye wo jo kabhi the apne
aye na fir kabhi mudke vo hum rishte kya hi rakte

na_dani , na_samjhi unki ya kuch bhi kehlo
humko bin kahe alvida

wo hue laapata

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...