kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

killer mark – ‘suno’ كلمات اغاني

Loading...

yao! suno!

kya sunao apni kahani
jo likhi maine apni zubani
sunta raha main sabki
chalatay sab apni manmani

mere rishtedar banay jhootay yaar
matlab ki dunya matlab ka pyar
mere khud ke yaar karay peet pe waar
chalta raha na maani haar!

nikali logon ne mujh main khamiyan
milti raheen na kamiyan
majboor hun in logon se
na karun main na farmaniyan

khatayen mere lakhon hazaar
sab main main ek hi gunahgaar
ghareebon main hota mera shumaar
pyra wyar kuch nhi yaar

apno ne chora mujhe
gharon ne loota mujhe
kya batao tum sbko
is dunya ne nocha mujhe

log poochay kya kerta main
is dunya se hun larta main
kya batao in sab ko
kisi se na hun darta main

na rukta main na jhukta main
main sunta apne aap ki
itne bars sunay tumne
phir bhi poocho mera haal ki

na rukta main na jhukta main
main sunta apne aap ki
itne bars sunay tumne
phir bhi poocho mera haal ki

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...