kękę – such keh raha hai كلمات اغاني
such keh raha hain deewana
dil dil na kisi se lagana
such keh raha hain deewana
dil dil na kisi se lagana
jhoothe hain yaar ke vaade saare
jhoothi hain pyaar ki kasme
maine har lamha jise chaaha
jise pooja usi ne yaaron mera dil toda
toda tanha tanha chhoda
such keh raha hain deewana
dil dil na kisi se lagana
jhoothe hain yaar ke vaade saare
jhoothi hain pyaar ki kasme
maine har lamha jise chaaha
jise pooja usi ne yaaron mera dil toda
toda tanha tanha chhoda
mausam mausam tha suhana bada
mausam mausam maine dekha use
hua main paagal bas palbhar mein
mausam mausam tha suhana bada
mausam mausam maine dekha use
hua main paagal bas palbhar mein
aake basi hain woh mere mann mein
uski kami hain ab jeevan mein
woh door hain meri nazron se
kyon use main chaahon
such keh raha hain deewana
dil dil na kisi se lagana
jhoothe hain yaar ke vaade saare
jhoothi hain pyaar ki kasme
maine har lamha jise chaaha
jise pooja usi ne yaaron mera dil toda
toda tanha tanha chhoda
sundar sundar woh haseena badi
sundar sundar main to khone laga
uske nashe mein bin piye behka
sundar sundar woh haseena badi
sundar sundar main to khone laga
uske nashe mein bin piye behka
ek din use bhoola doonga main
uske nishaan mita doonga main
chaahonga na main us patthar ko
jaa use bata de
maine har lamha jise chaaha
jise pooja usi ne yaaron mera dil toda
toda tanha tanha chhoda
كلمات أغنية عشوائية
- king giant › king giant – requiem for a drunkard كلمات اغاني
- king eazy › king eazy – twerk كلمات اغاني
- rigos › rigos – стрит кридабилити (street credibility) كلمات اغاني
- iron age › iron age – burden of empire كلمات اغاني
- jan mayen › jan mayen – kumple كلمات اغاني
- kekra › kekra – hilguegue كلمات اغاني
- влади vlady › влади (vlady) – чисто в стиле нашей (skit) كلمات اغاني
- al x wesh › al-x wesh – não tenho tempo كلمات اغاني
- taylor › taylor – clique 2015 كلمات اغاني
- zion t › zion.t – click me كلمات اغاني