kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

karun kohli – bhasha كلمات اغاني

Loading...

hook

sochu main zyada
sochu
chaldu bas aadha
chaldu
khudse main baatein karlu
dil ki iss bhasha se yuh

verse

taareefan maine khud hi ki kar di hain
nigaahein maine tujhpe hi rakh li hain
diwaana bana ghuma firu sadko pe
nadani bolo kari khudgarzi hain
karu jo bhi asli hain
karu man marzi main
bola sab farzi hai
sir chadi gardi hai
dilli ki sardi mein
raatein saari kadwi hain
matha chumu khudka main
kari khudgarzi hain
lene chala apni main
aankhein chadi kabki hain
dene chala sabko main
vaadein kare likh ke jo
phaade saare nakli hain

hook

sochu main zyada
sochu
chaldu bas aadha
chaldu
khudse main baatein karlu
dil ki iss bhasha se yuh

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...