kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

karakoram – kal nahi (live at koblumpi music festival) كلمات اغاني

Loading...

haaray hue ho
umeedon ko kyun dil se lagatay ho?
khoay hue ho
raaston ko kyun tum yun bhulatay ho?

manzilain jo na milin
unhay choro tum yun chalo
aarzoo jo na hui
unhay bhoolo tum yun barho

jo aaj hai woh kal nahi woh
kal nahi woh kal nahi
dil mei tere ye gham nahi ye
gham nahi ye gham nahi

khoay hue ho
in sawalon mei kyun tum yu uljhay ho
khoi teri raah!
par tu andheron mei tanha chalta raha

manzilain jo na milin
unhay choro tum yun chalo
aarzoo jo na hui
unhay bhoolo tum yun barho

jo aaj hai woh kal nahi woh
kal nahi woh kal nahi
dil mei tere ye gham nahi ye
gham nahi ye gham nahi
jo aaj hai woh kal nahi woh
kal nahi woh kal nahi
dil mei tere ye gham nahi ye
gham nahi

jo aaj hai woh kal nahi woh
kal nahi woh kal nahi
dil mei tere ye gham nahi ye
gham nahi ye gham nahi

kal nahi
kal nahi
kal nahi!

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...