kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kamal khan – rubaru كلمات اغاني

Loading...

wo rubaru khade hain
magar faansle toh hain
wo rubaru khade hain
magar faansle to hain

nazaron ne dil ki baat kahi
labb sille to hain
haan wo rubaru khade hain
magar faansle toh hain

har mod pe milenge hum
ye dil liye huye
har baar chahein tod do
woh haunsle toh hai

aakhir ko rang laa g_yi
meri dua ae dil
hum der se mile ho sahi
lekin mile toh hai

wo rubaru khade hain
magar faansle toh hain

manzil bhi karwaan bhi tu
aur humsafar bhi tu
wakeef tumhi se pyaar ke
sab kafile toh hai

mana ke manzile abhi
kuch durr hai magar
milkar wafa ki raah pe
hum tum chale toh hai

wo rubaru khade hain
magar faansle toh hain
wo rubaru khade hain
magar faansle toh hain

nazaron ne dil ki baat kahi
magar lab sile toh hain
wo rubaru khade hain
magar faansle toh hain haaye

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...