kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kailash kher – daulat sohrat كلمات اغاني

Loading...

daulat shohrat kya karni
tere pyar ka sahara kafi hai
daulat shohrat kya karni

tere pyar ka sahara kafi hai
ye mehal ataari nahi chahiye
ye mehal ataari nahi chahiye
tere dil mein guzara kafi hai
daulat shohrat kya karni

mere sanam mujhe teri kasam
meri jaan bhi tu
imaan bhi tu
tere dum se hai mera dum
jaan bhi tu
anjaan bhi tu
paisa vaisa kya karna
mujhe paisa vaisa kya karna
mujhe tera nazara kaafi hai

daulat shohrat kya karni

pyaar mohabbat se duniya mein
kuch badhkar hota bhi nahi
daulat jaye to jaye koyi
pyaar bina, rota bhi nahin
aisho masarrat nahin chahiye
mujhe aisho masarrat nahin chahiye
tere naam ka sahaara kaafi hai
daulat shohrat kya karni
kya karni
kya karni

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...