kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jra – hai na? كلمات اغاني

Loading...

[intro]
bade bole thodi kala la
mai bola kal aa
kal aa, thik hai?

[hook]
bol na
hai na, hai na, hai na, apna, apna
sadko pe rehna, sab pe chhaya rehta pehra
jra bole enough dhaniya hai na? hai na?

ja dhakka laga, ja sansaar jala
par agar sab saale sath to phir 7:30 ko gl-ss batt
gh-ss p-ss karte rehna, hai na, hai na?

naye chokre samjha dena, hai na?

chal na, bol na
hai na, hai na, hai na, apna, apna
sadko pe rehna, sab pe chhaya rehta pehra
jra bole ek puff dhaniya dena, hai na?

[verse]
hai na? j-ra ke bars jaan se utha de
aaj kaam ho to taal de, baat pe dhyaan de
milna shaam pe
haan, mere saath boht uparr tak jayega ye
gujarat ka chota taluka, dekh
saat din, saat mulakaat, khaal ukhad de
chatt pe taang de, haan bey, delhi-bombay
sab pehchaan le, aaja aaja sach ke saamne
yea, yea, shout out rajeev khandelwal, yeah
haan chal na, chal chal
koi toh mann ki chain dey
f-ck that nahi mangti
ye game mai wo hanged death hoti sabki
nai mangti re do waqt ki roti-sabji
go to h-ll, b-tch
need a decked out bmw m3, yea, yea, sachii
kyun? aise hi
chahiye kaise bhi, chahiye cash bhi
f-ck sabhi ko jo bole aise the, waise the
chal chal ab chup chap tu paise de
hum log hai vaishnavi, i believe
in hari hari ram, hari hari krishna
par hari hari hari hari notey merko ginna
zyada pasand hai
toh aaj prasang hai
toh chal prasad leke
tu bhi watakk le
ayy haan, bade bole thodi kala la
thoda uss waqt mai bhi tha sha-la-la
ye log chotte rappero pe badi bala tha
mai bola wahi ruko ayenga mai paanch saal baad
abhi paanch saal beet g-ye
bolna bey scene kya hai
marne ke baad ni sab zinda hi jitna hai
likhna hai, jaise nikle zawahraat
sona pighle, bey, chinne pe gala kaat
i’m from amdavaad!
zip codes are for the close ones but broadly speaking
kya? ye hai gujarat
west side till i die, madafakka
naam apna bhi failega jagah jagah
bhookha mai kabse hu betha, dikhra
tu daal daal
mai paat paat
tere jaise diye kaat kaat
jaise rasta ho sidha sidha
haan, tere pichchu mai palta jo keeda, keeda
haan mai door kar denga rey peeda, peeda
haan dikra, dhyaan de yaha pe
puri industry uchhalti prati line ke maafik ke bhaav pe
haan bey, dhyaan de yaha
samjha khud ko ke na jaanta tu ye asmaan, haan
(yea yea)
mat aazmana, kasam hai khaatama, haan
jra
pehne
sehra
teri maatam pe mandap gaadna, haan
khwaab hai mera
6-7 pherey mai bhi hu lera
married to the game now
yuh, yeah, jab mehnat ki
jab tak mai nut karega mic par
tab tak f-ck couple therapy
rapping ghar sambhaal legi mai baar karaan tarakki
ye baat straight, straight sadak ki
aur tu sadak pe mar
koi farak nai
koi f-ck-f-ck-f-ck-f-ck-f-ck ni dete hai na?
phir bhi

[hook]
hai na, hai na, hai na, apna, apna
sadko pe rehna, sab pe chhaya rehta pehra
jra bole ek puff, ek puff, ek puff hai na?

hai na?

ja dhakka laga, ja sansaar jala
par agar sab saale sath toh phir 7:30 ko gl-ss batt
gh-ss p-ss karte rehna, hai na, hai na?

naye chokre samjha dena, hai na?

chal na, bol bol
hai na?

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...