kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jatin-lalit – kuch kuch hota hai (from “kuch kuch hota hai”) كلمات اغاني

Loading...

tum paas aaye, yoon muskuraaye
tum paas aaye, yoon muskuraaye
tumne na jane kya, sapne dikaaye
tum paas aaye, yoon muskuraaye
tumne na jane kya sapne dikaaye
abh to mera dil, jage na sota hai
kya karon hai, kuch kuch hota hai
kya karon hai, kuch kuch hota hai

tum paas aaye, yoon muskuraaye
tumne na jane kya sapne dikaaye
abh to mera dil, jage na sota hai
kya karon hai, kuch kuch hota hai
kya karon hai, kuch kuch hota hai

na jane kaisa ahsaas hai
bujhti nahin hai, kya pyaas hai

kya nasha is pyaar ka
mujhpe sanam, chaa ne laga

koi na jane, kyoon chain khota hai
kya karoon hai, kuch kuch hota hai

kya karoon hai, kuch kuch hota hai…
kya rang layee, meri dua
ye ishq jane kaise hua
baichaineeyon mein chain
na jane kyoon, aane laga

tanhai mai dil, yaadein sanjota hai
kya karoon hai, kuch kuch hota hai

kya karoon hai, kuch kuch hota hai

tum paas aaye, yoon muskuraaye
tumne na jane kya, sapne dikhaye

tum paas aaye, yoon muskuraaye
tumne na jane kya, sapne dikhaye

abh to mera dil, jage na sota hai
kya karoon hai, kuch kuch hota hai

kya karoon hai, kuch kuch hota hai…

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...