kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jani – you (official musicaudio) – jani – you (official music video) كلمات اغاني

Loading...

lyrics:
i miss those days
i miss those people
ye rang jo gum main kyun likhte hai is bebsi par
mil mittein khaak main hai unki yeh hassi par
kya mojje dikhata khuda bhi is zameen par

umar ke aadhe hisse main bhi to ek darr ye tha
ki teri bewafayi ka charcha shehar bhar main tha
ye tune sadgi se kiya jo hashar mera
main tujhse milke taumar iske asar main raha
kya tum ye sun sakoge
jaagein hai muddton ke
jis ghar main tha na koi bhejein hain khat ab un patton pe
ab haste khud par hum
ab kardein sabkuch khud bharam
ye kis umar main dil lag_yaa
aati ab to khud sharam

tanhaiyon main dhadkane sunnu
tere waste yeh faaslein ginnu
main khuda se shikaytеin karun
tum mera khwaab lage hubhoo

all i need is you

ek dil jo gum se bhar g_ya hai
ek dil jo unki gaflton sе mar g_ya hai
main kya sazaa doon unko ab kya ashq na hai
kirdar par ab unke koi daag na hai

binna sochein samjhein keh deta hun kuch bhi
mujhe barbaadiyon ka shounk wese khud bhi
sun ne waale bhi ab sochtein he honge
isse awargi he le doobi hai khudkiii

shehar ghoomte hai leke dil ke iss wazan ko
ab likhdi hai to padhh he lena is nazam ko
nibha gye hai duniya ki ab harr rasam ko
alag karein to tod he na dein uss kasam kooo
tanhaiyon main dhadkane sunnu
tere waste yeh faaslein ginnu
main khuda se shikaytein karun
tum mera khwaab lage hubhoo

all i need is you

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...