kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hisamuddin a.k.a sam din – himat-e-mardan كلمات اغاني

Loading...

intro
pakistan army parade -ssembly

verse 1
pehla mahina, jang ka maidaan
akela banda ghar mai hairaan
hairaan ay thay sb hairaan mai rab
se
tb se
jb se
duawain ki thi kb se
zikr hai ab se
pr faida nahe koi
asar nahe aur awaam royi
sona haram aur khana haram
kehtay thy dua karyga wo kaam
jis kaam ki talab thi
ro ro kr sukha han halak b
din guzrty g-yai mahinay huway khatam
itni takeef k ab hadiyaan b naram
zakham py zakham
es py marham
na tu karsaka aur na he hum
roo ro kr anakhain krde nam
gam he tha gam gam he hai gam
kushi b kam ankhain b nam
teray khuda ka kahan hai karam
soch thi badi chacha ki pr lifespan kam

chorus (2x)

chacha jesa bankr insaaf k leyai ladunga
himat ay mardan ban kr agy bhadunga
wada hai abu aur ghar waloon se k
mai ab ap ki kamar banunga

verse 2
qurbaniyaan de sb ne
madad nahe ki rab ne
yaqeen kaisy rakhun ab mai
2 garum thap ay
moat ayi mujy khof ayi
rog ayi
bai ne kaha hosila rakh
smj g-ya tha mai tb
jb meray abu samny se arhy thy
wo lamhain un ki khushiyoon ko kharhy thy
abu ne kaha beta kamar toot g-yi
chacha ki rooh ab humse root g-yi
boldetay mujko k thk hain wo jhoot sahe
aisa lagny laga k ab jeenay ki umeed toot g-yi
pr kia karain ab such toa such hai
brake nahe p-ss pr han clutch hai

bridge 1 (2x)
gear ab badlny hongy
ye asan nahe mujy pata hai sb kaisy pal mai hongy

verse 3
tamga e basalt sitar e imtiaz
real talibaan k!ller kia niyaas
apny time mai apny line pr
himat e mardan ban aur shine kr
chacha ne shine kia
jesay k kharaj hai
chacha ne time deya
ab tu b garaj re
garajta tha un py wo
un py matlb talibaan
barsta tha un py wo
mtlb jan he jan
denay k leyai wo ready
right hath mai chadi
left hath mai gade
ladty he ladty bemari se
un ki rooh nikl pari
akelay jata, operation jesay sher ay
shikar krta real mai huwa nahe fail ye
phailiyai un k mehek ban k phailiyai
aur un ki tara maidaan mai khailiyai
khail ye bht he khatrnaak
niyat b thi un ki paak

bridge 2 (2x)
jb zinda hai insaan dunia mai toa wo aik kamra hai
marny k baad banta hai beech qabr aik gamla hai

chorus (2x)
chacha jesa bankr insaaf k leyai ladunga
himat ay mardan ban kr agy bhadunga
wada hai abu aur ghar waloon se k
mai ab ap ki kamar banunga

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...