kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hasan raheem – weli ho كلمات اغاني

Loading...

weli ho lyrics
meri ankhon main tu daikh
mairay dil say na tu khail
daidey muje tu jawaab
zindagi na kar wzaab

ajab sa hai ye sama
wailay ham dono yahan
ummedain na diya karo
sitarey gardish me hai na

tume pyar se bulaun ga main
har jaga chala aounga main
saari kahainyan is tume suna kay
kaisay khud ko smajhaun main

tum weli ho
main wela hun
ham dono hain
akaila kyun main

akaila kyun akaila main
akaily kyun akaily tu

kaan la meri baaat sun
i’m from the streets baby yehi mere saaat surr
tu jese weed betha raha mai poori raat sun
chartti jese neat kahe rehna mere pass tum
beth meri class mai tu khirkion se jhaank nai
batchmate do sath mai, in titlion k baagh mai
in lakrion ko aag den, hum ghaltion se bhaagte
hum rap ko bhi raaag den jab karte tumse baat oye
raaton ko hum jaagtay, hain toray humne raabtay
hum bulaate pyaar se, ye larkay tujhko taartay
charr g_yi phir khaar tou yе zindagi bas chaar din
muntazir sawaal ye, hum rakhte hain sambhaal ke
jaantay yе saaray mujhe jaantay
ty in the buildin baby le chalun mai chaand pe
phone wone chorden jo tu khari ho saamnay
kyun tu mujhse khelti ye kesa imtehaan be
uljhay hum wo paheliii
chaahay milna dailyy
kehti mai akeliiiii
par zindagi ne phir se meri le leee..
tume pyar se bulaun ga main
har jaga chala aounga main
saari kahainyan is tume suna kay
kaisay khud ko smajhaun main

tum weli ho
main wela hun
ham dono hain
akaila kyun main

akaila kyun akaila main
akaily kyun akaily tu

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...