kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hasan raheem – aisay kaisay كلمات اغاني

Loading...

ankhon me meri tuje saadgi na dikhay
aisay kaisay meri jaana
ye saari batein jo adhoori si rakheein theen
sun raha hai ab zamana

subha ko ankh khultay yaad tera ana
ye kaisa maajra hai jaana
adayein teri wo jo dil ko choo g_yeein theein
kabhi na kuch bhi mein kaha na

kabhi na kuch bhi mein kaha na
kabhi na kuch bhi mein kaha na

labon pe meray ye kahani
daastan to hai purani
sath ham rahein g_y ye
umeed karkay baithay thay
dagha kay is pahaar main
baja raha guitar main

mun mor kay jo tu mujh say hain yun chali
mil g_ya muje bahana
ye saari batein jo adhoori si rakheen thi
sun raha hai ab zamana

sunay ga ab ye zamana
sunay ga ab ye zamana
sunay ga ab ye zamana
sunay ga ab ye zamana

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...