kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

haris ali – yaadein كلمات اغاني

Loading...

verse 1:
yaadon ma tari rehata hon ab ho ka begana
phirta hon is jahan ma ab ho ka anjana

kaya yaad nahi wo pal jo hum na sang bitaya tha
har raat tujhy mainy khuda sa dua ma manga tha

rap:
betha ma nashy main yaadein purani soch rha
kia tha main aur kia bana khud sy hu puch rha
khata meri thi ya phr tera fatoor tha
teri un bato main ab tak hun sach khoj rha

kehna woh tera jaan tum hi ho meri kamai
tery hi asry tow ma ny hai zindagi bitai
teri woh saari yaadein jor k hain rkhi ma ny
dikhaonga har aik chez jab tu lout aai

yaad kr teri woh maths ki notebook
ik bar jo hogya tha cake tjhsy overcook
tu hi tow thi meri good luck jaan e jaan
tjhy hi sunata tha apny gano ki hooks

ab jo gai hai tu raatein meri hain suni
sun k bhi kardeta hu batein sabko unsuni
agar hota mery bas main tow qasam sy
honi main badal deta sari main anhoni
qismat ka yeh khilwaar hona bhi zarori tha
tera mjhsy juda hona ik majburi tha
kesy na hoty yeh raasty juda bolo
dil mera tery lye mehaz ik khilona tha

kisy sunaon ab saary dard bharay qissay
bachi hain ab sirf dooriyan hi mery hissay
dunya hai bhari pari j_smo sy yun tow
par dil ko chaiye bs tu kon smjhaye issay //

verse 2:
zindagi guzar rahi ha ab tanhaiyon ka sang
dikhtay nahi in ankho ko duniya ka sary rung

aik tu hi tha jo mery jeenay ka sahara tha
na chah ka bhi har dard main tujh ko pukara tha

kya yaad nahi wo pal jo hum na sang bitaya tha
har raat tujhy mainy khuda sa dua ma manga tha

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...