kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hani – furqat كلمات اغاني

Loading...

tere yaad mai mureed
aaj likh raha sangeet
ab haal be na poochti
ban chuki hai yazeed

kagzi na batay yai hai
mere dil ki gehraayi
itnay b kya faasle
bata dey mjhai harjayi

mere darbaar mai aakay
sunle logon kay qalaam
hoti dhonkhay ki jab baat
dey tey woh tere misaal

yaad aaj b woh baat
kheti thi ho tere sath
aur aaj aakay dekh
hatho mai na tera haath

bemisaal teray waday
tere jhootai kasmay naatay
sab mera he tha dossh
chahta tha koi sambhalay

tere zehrili woh ankhay
bohat raaz thay batatay
samajh pata na tha kuch
pagal aashiq thay kehlatay
yaad aaj be woh din
kehti you’re like a gem
tera chood nay kay baad
you don’t where i’ve been

through anxiety, through depression
and somе family problems
huway papa be bemar
roota raha raat din

hosh sambhla jab dе
papa nay kch gehri misaal
she was just a one girl
naki yai sara jahaan

dheere dheere bolnay laga
uski yaadaay beyshomaar
mili maa ki duwa yai
aur papa ka woh pyaar

liya qalam ka sahara
sun nay laga kch qalaam
kabhi jhon kabhi ghalib
huway shayir sai badnaam

aag_y ganay mai uskay liyai
kch qalaam sai sunawo
uski haalt e zindagi ka
ab parda mai uthawo
sun
tonai uthaya tha faida
mere us wafayi ka
dhonkha diya tha tonay
mat dey too safayi ya

o janay jana mujh ko
chood dena tere bhool
jo dua ki thi manai
hog_yi woh ab qabool

yaad aawo ga har pal
har lamha satawo ga
aur jiss ki too aashiq
usko kissay b sunawo ga

apnay qalam k zaryai tera
haal b sunawo
tera khawaabo mai aakay
tjhai khoob mai satawo ga

ab raaato mai, yaado mai
hr pal ankhoo mai khawboo mai
aakay tjhai mai rulawo ga

mushkil sai ratoo mai jana
neend tujhko aayai ge
ab farak be na paday
waha jaan tere jayai ge
batay sari toh hai hai sach
do is baat ki gawayi
apni taqdeer jana tunay apnay
hatho sai jalayi

toota ga ab dil tera
totay ga tera gumaan
sun raaz ki ab baat
hog_yi toh lachaar

ek waqt ki hai baat
hoti thi to mere paas
ab aaj tujko dekh
milti khushi be shomaar

bohat sahi bohat sahi
gana mera bohat khaas
tere lachaari pr dil ho raha
hai ab bohat udaas

shakal dekh jr judge kiya
bola hanan to hai khaas
paas lakay phenka mujho
ab cheno ga tere saas

kaisai kati woh raatay
jb na thi too mera pass
ghero k sath hoti
hatho mai tha unka hath

beege beege un raato mai
thi kisi aur k sath
calls pai pyaar bant k
to guzarti thi puri raat

lala lala lori jana
tere yai story agar
agr bura laga tujhko
i wiil story this story

ab chaho tujhai mai
dil sai hatana
dil dhoonday roz ek bahana
ki thi dil sai manai jo batay
bhool g_ya mai tujhai batana
baaton baaton mai tere qisaay aakay
mujhai sata tay hai
nakli chehra dekh ankhoo sai ansoo
nikal aatau hai

pathar ki hai duniya
jazbaat nahi samjhtay
jo baat dil mai hai
woh baat nhi samajtay

akela toh chand be hai
sitaroon k beech
par us chand ka dard
bewafa ratay nhi samajtay

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...