kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

farhan saeed – bhool na jaana كلمات اغاني

Loading...

bhool na jaana mujhe
yaad na aana mujhe

bhool na jaana mujhe
yaad na aana mujhe

khwabo mein mere sapne hai teray
khwabo mein mere sapne hai teray

ab na jagana mujhe
yaad na aana haa aa

hoon beh raha sailaab mein
tera bana bas khwaab mein

hoon beh raha sailaab mein
tera bana bas khwaab mein

aati nahin neende magar
din hai mera bas raat mein

aati nahin neende magar
din hai mera bas raat mein

karke deewana mujhe
yaad na aana haa aa

pehla hai har soo suna andhera
tu hi thaa ab kaun hai mera

pehla hai har soo suna andhera
tu hi thaa ab kaun hai mera

hai iltazaa mere khuda
jaake use itna bataa

hai iltazaa mere khuda
jaake use itna bataa

karke deewana mujhe
yaad na aana mujhe

bhool na jaana mujhe
yaad na aana haa aa.!!

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...