kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

fanindra bhardwaj – shikast كلمات اغاني

Loading...

han chaar din ke pyar mein
ye zindagi bhi har g_ye
khwahishein bhi maar g_ye
han khwab bhi ujaad g_ye

khwahishein bhi maar g_ye han
khwab bhi ujaad g_ye
chaar din ke pyar mein
han zindagi bhi har g_ye
tujhse khudko haar g_ye
tujhme khudko maar g_ye
chaar din ke pyar mein
ye zindagi bhi har g_ye
shukoon na mila hame
shukoon chain haar g_ye
chaar din ke pyar mein
han tujhse khudko har g_ye

teri yaadon mein baaton mein
saanson mein raaton mein
aati hai fariyaad teri
waada tha rahenge sath hamesha
dikha di tune fir jaat teri
dil ko sataye tu mujhko sataye
tu yaad kyun aaye
main jab bhi tujhko paana chahun
dur tu mujhse paas na aayе
teri baatein mujhe yun satati hain
tu hai khafa bas yе batati hain
aankhein nhin khule tujhe soch kar
nind bhi mujhe ab kahan aati hai
na na na na
na na na na
la la la la

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...