kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

divya khosla kumar – om jai jagdish hare aarti mp3 كلمات اغاني

Loading...

download in 320kbs [10.84 mb]

download in 128kbs [8.65 mb]

om jai jagdish hare
swami jai jagdish hare
bhakt jano ke sankat
daas jano ke sankat
kshan mein durr kare
om jai jagdish hare

jo dhyave fal paave
dukh binse mann ka
swami dukh binse mann ka

sukh sampati ghar aave
sukh sampati ghar aave
kasht mite tan ka
om jai jagdish hare

maat pita tum mere
sharan gahun main kiski
swami sharan gahun main kiski

tum bin aur na duja
parbhu bin aur na duja
aas karun main kiski
om jai jagdish hare
tum puran parmatma
tum antariyami
swami tum antariyami

paar brahm parmeshvar
paar brahm parmeshvar
tum sabke swami
om jai jagdish hare

tum karuna ke saagar
tum paalan karta
swami tum paalan karta

main murakh khal kaami
main sewak tum swami
kripa karo bharta
om jai jagdish hare

tum ho ek agochar
sab ke pran pati
sab ke pran pati

kis vidh milun dayaamay
kis vidh milun dayaamay
tum ko main k_mati
om jai jagdish hare
deen bandhu dukh harta
thakur tum mere
swami rakshak tum mere

apne haath uthao
apni sharan lagao
dwaar pada tere
om jai jagdish hare

vishay vikaar mitao
paap haro deva
swami paap haro deva

shradha bhakti badhao
shradha bhakti badhao
santan ki seva
om jai jagdish hare

om jai jagdish hare
swami jai jagdish hare
bhakt jano ke sankat
daas jano ke sankat
kshan mein durr kare
om jai jagdish hare

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...