kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

dhruva – har dafa كلمات اغاني

Loading...

kuchh baatein yaad aati hain kabhi
kahaaniyaan jaise sadiyon puraani

shaamein thi atrangi masti ke din thay
befikri ki thi zindagaani

aankhon mein khaab thay seene mein tha jeene ka jazba
khwahishein aasmaanon ki tha udne ka armaan

badal dikhlaate thay apni badmashiyaan
baarishein thi rehmaton ki, har dafa

na na na har dafa
na na nahar dafa
na na na har dafa ooooooo

zindagi jo thehri hai yahaan
ab kya pata, le jaegy kahaan
hain na jo teh manzar saamne
kal na jaane yeh rahein na rahein

t_rs_ hain aankhon ki roshni kaise woh laayein sama
jahaan jannaton ki nawazishon se aegy subaha

phir saath hi jhoomega yeh sara jaahaan
chale raaste ab sang yun hi har dafa

na na na har dafa
na na na har dafa
na na na har dafa oooooohh

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...