kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

delhigamerak – ocean كلمات اغاني

Loading...

daur hua band pura
kaisa yeh jahan…
aankhein band, pura bhand
khoya main kahan…
dhundhne nikla kamyabi ka rasta
notuon ki kashti bhar ke
duba main yahan…

saare kare flex
mere paas ni kucch dikhaane ko
kaam mera ek, naa karne ke bahane sau
dusro ka sukh dekh aaj bhi main jaata ro
roz ki in kash_makash mein kucch bhi dikhaane ko
batane ko, han kitne sahe gum…
aankhein bhand nashe mein main
par pee nahi hai ram
khaali jebein meri, fir bhi muskuraate hum
sab hai seh jaate hum
kucch na kar paate hum…

boond jitni mehnat, aur samundar sapna
ab hai yeh pata laga ki koi nahi apna
bhaagte hai rehna daud mein nahi hai thakna
jo samundar paana khud hi padega khatna…

warna, koi jeene nahi dega
khwabon ki yeh chaadar tujhe lenе nahi dega
aise logo se tu kab tak bachеga, tu tab hi bachega jab khudse kahega ki…
mujhe bhulna nahi hai, jo bhulna nahi hai toh fir jhulna nahi
mehnat tu badha khud hi ek samundar ban
jo ban na saka toh fir ghulna wahi hai nahi toh bhulna nahi hai…
bhulna nahi hai
bhulna nahi hai
bhulna nahi hai…

raat mein bhi baat se, main fir kyu tumko baat du
jo tum na mere saath
main kyu tumhara saath du
sukh tum na baato
fir dukh kyu mein baat lu
main saamne akela pure samundar maat du, han kaat du…

jitne bhi hai bairi saare
dubaane ka sapna mujhko aakhon mein saja rahe
main pyaar baat ta hu tum nafrat kyu faila rahe
abhi baithe underground par ab main stream hum jaa rahe
yeh nazare, mujhe dekhne hai saare
nafrat ke khel mein hum pyaar hai kama rahe
gaane mere hit, inke flop saare jaa rahe
akj samrat apna taaj lene aarahe

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...