kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

deewana – apna banaya كلمات اغاني

Loading...

[intro]
deewana yeah yeah yeah yeah

[chorus]
mujhe apna banaya
mera dil jo churaya
ab hawaon jaise cha g_yi hai tu

mujhe apna banaya
mujhe pyaar jo sikhaya
ab hawaon jaise cha g_yi hai tu

[verse 1]
woh pehli baar tujhe mila
jaise mulaqaat hona hi tha
achha hua ke tu woh raat aayi ti show mein
ura diya tha mera hosh jo tu ne
tu ne kaha tu ne kaha
ex tera pareshaan kara
aa tujhe le chalun kahin main duur yahaan se
phir hoye na kabhi khafaa
asar para asar para
tere ishaaron ka asar para
halka halka yeh shuruwat hua
lekin ab toh chad g_ya
nazron ka nazron ka
tu ne deedar joh mujhe diya
ab toh tere hi paas mujhe sirf rehna hai
duur na jaana piya
oh
yeah baby pyaar kya hota hai
gonna find out
we’re gonna find out oh oh

tere bin yeh zindagi thi khali
lekin aaj kal rang hai
rang b_rs_ re

[chorus]
mujhe apna banaya
mera dil jo churaya
ab hawaon jaise cha g_yi hai tu

mujhe apna banaya
mujhe pyaar jo sikhaya
ab hawaon jaise cha g_yi hai tu

[verse 2]
oh babe tere bina kuch sahi nahi
tere siva ab koi nahin
tere bina main toh kuch nahin
na koi hai na koi tha
dheere se dheere se aana zara
gaane mein gaata tha mera bayaan
lekin ab toh mood hi badal g_ya
baby tu mere isharon pe chalti re
phir dekhna kahaan le jaoonga main
tere piche sab marte hai kyun
isliye tera style hazaaron mein ek
main bhi toh tujhko chahne laga hoon
aaja baby afsaana bana doon
duniya ka tujhe sehr kara doon
baaton baaton mein hi baat bata doon

dekh baby main toh sachchee bolta hai
har sawal ka toh tu hi jawaab hai
dard_e_dil ke liye tu dava hai
maluum nahi ke jadoo hai ya nasha hai
mujhe koi bhi toh mil sakta hai
lekin tere hi taraf jaata hai
haan ab pata chalega pyaar kya hota hai

[chorus]
mujhe apna banaya
mera dil jo churaya
ab hawaon jaise cha g_yi hai tu

mujhe apna banaya
mujhe pyaar jo sikhaya
ab hawaon jaise cha g_yi hai tu
[outro]
deewana yeah yeah yeah yeah
deewana deewana deewana hoon main

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...