kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

chinmaymay – zehen كلمات اغاني

Loading...

jaane kidhar mein kho g_ya
ye mere khwabon ka sheher
kya yahi hai jo mein dhundhta?
fir adhura kyu lage?

bekhabar in raahon par
ek musafir chal pada
besabar woh dhundhta
ek manzil lapata

daudta ek daud woh
kho baitha zindagi
gumshuda ab dhundhta
khud mein ek ajnabee

aankh band banaya
yeh khwab hai ya saaya?

dhundhla dhundla jo jhooth tha, maine apnaya

bekhabar, mein bekhabar
mein bekhabar
besabar, tha besabar
mein besabar

kho g_ya, nadan mann
khwabon ka ye sheher
toot ta har pal mera zehen
khwabon ke parinde hain
ya in lamhon ke farishtey
doobte aakhir
meri khwaish ke samundar mein

berang si parchaiyan
keh deti woh kahaniyan
jo rang bhari tasveerе
bhi na keh saki, na keh saki

mujhe jaanе do
mujhe jaane do
ye hi toh hai
mere khwabon ka sheher

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...