kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

charusheel mane – main kamgar hun main kamdar كلمات اغاني

Loading...

main kamgar hun main kamdar

ji lu kaise mein shandar hujur hujur kahoon baar baar

tum main mujhme hai badi deewar

koi rishta nata ghar baar

gulamo ka naya naam kamgar

do waqt ki roti naseeb nahin bhukha sota roj parivar
do waqt ki roti naseeb nahin bhukha sota roz parivar

khoon pasine se karu kamai per kahlata nahin main namdar

dekho lakho bane hain kamgar
kamgar na bana kabhi aamdaar

shramik ka khoon chus lo chus lo

shramik ka vetan na chus lo chus lo

majduron ko na yun maslo maslo

majduro ko yun duslo daslo

ghus do ghus lo kanoon nai banaa lo

garibon ke gharon ko aag se na phoonk do

main jindagi jita hu kangal

khane ke liye main hal hal

nikale kam mein meri khal khal

12 ghante mein kam karu
hathon mein mere no ko bhikh dal

khane mein nahin hai jhuthi daal

tujhe milta g_ya re malmal

tu khelta raha mujhse chal chal

teri company ke liye kya kya kiya

tu banta g_ya main meetata g_ya

roz roz tu mujhko chhalta g_ya

tera pet aur jeb mein bharta g_ya

zameen ke neeche mein gadhta g_ya

tune kam se jo mujhe hata diya

garibi mein gila aisе aata hua

do waqt ki roti naseeb nahin bhukha sota roj parivar

do waqt ki roti naseeb nahin bhukha sota roj parivar
desh ki seva kam mein hissеdar

hak ka na banaa kabhi main davedar

laat marta hai mujhe thane dar

na hasa pata full bhi khusbudar

taj mahal ka main hun sajhedar

na jindagi main banunga main maldar

note nahin jeb mein koi patidar

katputli jaisa mein chaukidar

hazardous kam ka main jimmedar

karta hun mehnat zordaar

main majdur desh ka pehredar

daru na udhar data dukandar

jindagi bani hai murdar

bojh si sanson ka main karzdar

salgadi kahe mujhe zamindar

main jindagi kaise jiyun shandar

chal tujhe main yad dila dun kanoon mein kiya tha sanshodhan

swatantra majur paksh bheem ji ne 1936 mein kiya sthapan

nokri badtarfi pagaar badhati pe
sarkaar ka ho sada niyantran

paryapt tankhwa ho nirvah vetan

pagari raja bonus se khile majduron ka dekho dukhi jivan

bimari bekari apghat ka bima se mile use sarankshan

saste bhade ke a mile makan

kashtkaar kamgaron ka aisa ho jivan
sudharit mil jaye unhe rahnimaan

majurache sangathan nakali mukhavate

majurala hazardous kaam maran dete

kamachya margalila daruch aushadh

tond god karayala gandhakachi sakhar

vishari chemicalche pocket che dudh

tari na mela tar chemical chi daru

dokedukhichya golit cancer chi afu

newspaper var shyayi cha graphite nako khau

are nishpap lekrachya ghasaat cancer nako deu

majurala peti, coat, helmet, torch nako

jhoka chatai bag tiffin boot chatai nako

swasth jivan jagnyacha hakk tyala pahije

lekarana tyachya are shikshan mofat pahije

majur mela tar tyala insurance pahije

main kamgar hun main kamdar

ji lu kaise mein shandar hujur hujur kahoon baar baar

tum main mujhme hai badi deewar

koi rishta nata ghar baar

gulamo ka naya naam kamgar

do waqt ki roti naseeb nahin bhukha sota roj parivar

do waqt ki roti naseeb nahin bhukha sota roz parivar

_ revenger rao

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...