kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

bella – mein bas kehna chahta hoon كلمات اغاني

Loading...

main leta jayada chinta
haan main maa ki parvah karta hu
teri baatein mujhe judge krke dukhi krti hain
mujhe nicha kyu dikhana hain
hum saath mein badhege par
logo mein toh khamkha ki gundagardi hain

yeh karte baatein ha bas baatein
par yeh ghnta kuch kare
meri janta mujhe itna jayada maan baithi hain
meri dua lage har ik bure aadmi ko bhi
maa toh maa hoti hain
wo sabko pyaar deti hain
meri maa ne yeh sikhaya
beta tu nahi akela
jiske peeche puri duniya
apne kaam chhodegi
aisa bnn ki yeh duniya
tujhko bhul na sake
taaki tu na ho par
naam pe salami chhodegi

hum aaye dur se garib the
par marna apne haathon mein
sone ki kabar apnе naam karta hun
11 din lagataar han m kaam krta hun
phir m khudse thodi baatein
aur aaram karta hun

kaise chhodu yеh sangeet
tumko kaise yeh samjhau
mere liye jo bana hain
wo bas mera rahega
teri aankhein mujhe ghur ke laal hog_yi
mere chehre pe tu kon
yeh sawaal rahega

nasha bhut kiya maine
mujhe rokte hain dost mere
bella tere aage kuch
zaroori hain ya nahi
diya mauka maine logo ko
haraane ka mujhe tha ki yeh
jaan saku phela yeh zaruri hain ya nahi
yeh koi gaana nahi hain
dost meri khaamoshi hain
jo tere seene mein ek aag
apne aap chhode gi
main yakeen karta hun
apne aap pe bahut
khuda karega barsaat
mujhpe lakhon taufo ki

taara tod ke ajeeb log hain
haste jaa rahe hain
inko sayad apne se jayada
kisi ki nahi padi
aaya hosh mein m jab
mujhe girna aa g_ya
tumhein galat fahemi hain ki
mujhe choot na lagi

phela khun mere kandhoon pe
bandook rakhi hain
mere saath hoke bhi koi
mujhe janta hi nahi
main bhi teri tarah kush
main bhi teri tarah dukhi
par yeh baat mere siva
aur koi maanta hi nahi…

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...