kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

bali (india) – aisa kya bola كلمات اغاني

Loading...

[intro]
haiy haiy haiy (rasla)
kuch bola kya maine? (bali)

[chorus]
haiy maine aisa kya bola
haiy maine aisa kya bola
muh kyun hai khulla, aisa kya bola
konsi hain baat aisa kya bola

haiy maine aisa kya bola
haiy maine aisa kya bola
muh kyun hai khulla, haiy
are konsi hai baat, haiy

[verse 1]
ghar wale bole beta shadi kar lo
l size mein phir ek sawali kar do
jeans wali chodo ya saree kar do
nukki dila do ya kadi (oye hoye)
kya karu ab thodi fantacy alag
dhoondti ek senti wo alag
maine bola haan ji test toh karao
trable dikhao mera bass toh uthao
pata nai kyun par maar g_yi wo chanta
maine bas puncha chooba toh kanta
khali hai chula gas toh jalao
note gino yellow meri thook toh lagao
are mujhe news mein toh lao bhess toh karao
aand maand karo koi kess toh karao
batameezi karo thess tho pohchao
footpath pe bhai ke saath koi race to karao
[chorus]
haiy maine aisa kya bola
haiy maine aisa kya bola
muh kyun hai khulla, aisa kya bola
konsi hain baat aisa kya bola

haiy maine aisa kya bola
haiy maine aisa kya bola
muh kyun hai khulla, haiy
are konsi hai baat, haiy

[verse 2]
ek din thulle ne gaadi ko roka
thasi thi bandi naak mein tha koka
licencе tha okay, par ho ra bhai ok
are meri bandi hai marunga chauk
pasand hai chattis (36)
chaubis (24) aur baavan (52)
mufat mein ladko ka rakhi hoon sawant
karta main bolta na sochu na pochu
badе bujurg bole neki aur chu chu
paranthe nai sirf phoole bhature
aisa kya bolta duniya jo ghoore
bhari koi girta aata hai bhukamp
tip_top nai hum to karte hai pugam
sakt hai gajar bhari hai shalgam
maal role karta lagata balgam
bachho ko full phase kalta hoon vatta
kutte gabur hai par dalta hoon patta
[chorus]
haiy maine aisa kya bola
haiy maine aisa kya bola
muh kyun hai khulla, aisa kya bola
konsi hain baat aisa kya bola

haiy maine aisa kya bola
haiy maine aisa kya bola
muh kyun hai khulla, haiy
are konsi hai baat, haiy

[verse 3]
bhot gisse mujhko dhona nai aata
khali o bistar sona nai aata
sharab na mile toh nacha nai jata
buddo ke maut pe rona nai ha_ha_ha
january feb mein nahaya nai jata
shadio weds alajaya nai jata
mauke pe dotted lag_ya nai jata
love wala bite chupaya nai jata
neeli na ho lagata nai filam
hooka nai f__kta khata hoon chillam
maan na maan main bhot zyada chalu
dal doon kya samose mein aloo
headline chahiye jannat mein ja rahi hoon
oye hoy kya banda hai bali
akela kar deta wall ki main putty
ok by by ab meri chutti
[chorus]
haiy maine aisa kya bola
haiy maine aisa kya bola
muh kyun hai khulla, aisa kya bola
konsi hain baat aisa kya bola

haiy maine aisa kya bola
haiy maine aisa kya bola
muh kyun hai khulla, haiy
are konsi hai baat, haiy

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...