kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

av james – kahani apna addha ki كلمات اغاني

Loading...

[intro]

ahh!!! sunio tujha kahani apni adda ki…..
bhai log sab mast idhar par kuch harami vi
bhai log sab chill mara f-kha idhar ki haryali……
yeh char pahar sa ghira kahani apna addha ki.,,,,,
[verse i]

yeah..!!!

yeh baat hai ….kahani apna addha ki
lafra hota hat din idhar logo ki khopri hat ka li…
sumbri ma lagna sabi…, jo aya nibhana dusmanni…
ek ko thoka pura area main hota khalballi…

sun, tum log ko ek raaz ki baat bataunga…
shock lagaga, unha jo hai iss jagha sa anjana…
talent hai pura bas nazar jai ghumana
bollywood sa hat ka socho…, milaga talent ka kajhana….

sasta rappers sab bhara pardha hai dusra side ka kona mai
na lyrics…. na flow rap ka khal mai ya bhona hai…
apna respect jatha unha jo iss khal mai kuch karna aya…..
jasha leku-g, pk , sd apna bhai….

(yeah)

[hook]

ahh!!! sunio tujha kahani apni adda ki
bhai log sab mast idhar par kuch harami vi
bhai log sab chill mara f-kha idhar ki haryali
yeh char pahar sa ghira kahani apna addha ki.,,,,,

ahh!!! sunio tujha kahani apni adda ki
bhai log sab mast idhar par kuch harami vi
bhai log sab chill mara f-kha idhar ki haryali
yeh char pahar sa ghira kahani apna addha ki.,,,,,

[bridge]

apna addha ma sala aam logo ki chalti nehi
netha log ki chalti jayha
aam logo ki dal nehi pakti..,
raddi sa bhar diya sala apna iss gaddhi ko….
aur sakthi wala log…..sala sab jandhi ho…(jama lawna)

[verse ii]

bachpan sa jis ground pa khala…
us ground ka naksha badla…lyrics
helipad ka soudha main pura area ka kachra bhara ….
helipad banaya..,jantha ki nazar ana tha..,
lakin ab thak us helipad par chopper chor…panchi nehi uthra…

yeh sab kar kar ajkal ya paisa khatha…crore chaptha…
koi kuch nehi karta ….kyuki area ki government inka haat main…
inka rules inki marzi…inka p-ss power hai…
ganta koi c—– ayaga inn logo sa bhirdna….

yeh sab soch rakh thi janta aur natha apna chal chala…
uniti tho laya sala… lakin dukh bhi kaam na hoya
jithna kiya uniti ussa jadha paisa officials khaya
uniti chor yeh log road na bana paya…
[hook]

ahh!!! sunio tujha kahani apni adda ki
bhai log sab mast idhar par kuch harami vi
bhai log sab chill mara f-kha idhar ki haryali
yeh char pahar sa ghira kahani apna addha ki…….

ahh!!! sunio tujha kahani apni adda ki
bhai log sab mast idhar par kuch harami vi
bhai log sab chill mara f-kha idhar ki haryali
yeh char pahar sa ghira kahani apna addha ki.,,,,,

[end]

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...