kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ashutosh chaturvedi – sarhadon mein كلمات اغاني

Loading...

yun sarhadon mein
behta hoon main
yun sarhadon mein
behta hoon main
tu hai nahin
main hoon nahin
is hawa aur mitti ki tarah
ghule hain hum yahin

lakeeron ka yun hona
bhi to hai zaroori
jo do na ho to ye phir
mitegi kaise doori
lakeeron ka yun hona
bhi to hai zaroori
jo do na ho to ye phir
mitegi kaise doori
hisse na hote kabhi
to na milte yahan
na khote kahin
rang ye milke sabhi
jo honge yahan
wo hote nahin

yun bandishon mein
udta hoon main
yun bandishon mein
udta hoon main
tu hai nahin
main hoon nahin
is hawa aur mitti ki tarah
ghule hain hum yahin

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...