kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

asha bhosle – chura liya hai tumne jo dil ko كلمات اغاني

Loading...

chura liya hai tumne jo dil ko
nazar nahin churaana sanam
badal ke meri zindagaani
kahin badal na jaana sanam

le liya dil, haai mera dil
haai dil lekar mujhko na behlaana

chura liya hai tumne jo dil ko
nazar nahin churaana sanam
badal ke meri zindagaani
kahin badal na jaana sanam

bahar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
bahar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein

tum mere ho, ho tum mere ho
aaj tum itna vaada karte jaana

chura liya
chura liya hai tumne jo dil ko
nazar nahin churaana sanam
badalke meri tum zindagaani
kahin badal na jaana sanam
ho, sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko

hai vafa kya is jahaan ko
ek din dikhla doonga main deewana

chura liya
chura liya hai tumne jo dil ko
nazar nahin churaana sanam
badalke meri tum zindagaani
kahin badal na jaana sanam

le liya dil, haai mera dil
haai dil lekar mujhko na behlaana

chura liya hai tumne jo dil ko
nazar nahin churaana sanam

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...