kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ash daniel – tujh bin كلمات اغاني

Loading...

kaisi majboori hai ye
kaisi doori hai ye
kaisi majboori hai ye
kaisi doori hai ye
ab chahke bhi, na kar du mein woh bayaan
dil ki sadaaye, jo kho g_yi hai kaha

aaja piya, t_rs_ jiya
soona jahaan ye tujh bin
sunle dua, mere khuda
jo chahu mein, raat din
tujh bin x 8

kaisi chaahat hai ye, kaisi ibaadat hai ye, x2
tere hothon ki hasi, aakho ki nami
dil ko rula jaati hai
teri baaton mein kashish, jaaga mera ishq
faasle ab hataa

aaja piya, t_rs_ jiya
soona jahaan ye tujh bin
sunle dua, mere khuda
jo chahu mein, raat din
tujh bin x 8

saason ki woh saari madhoshiyaan
chah ke bhi kar na du mein bayaan
tere lavzon ki kami
baate ankahi
sab kuch bata jaati hai
tera dil ye ab hua
hosh bhi g_ya
dil ye kahe baar baar
aaja piya, t_rs_ jiya
soona jahaan ye tujh bin
sunle dua, mere khuda
jo chahu mein, raat din
tujh bin x 8

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...