kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

arijit singh – tose naina (from “mickey virus”) كلمات اغاني

Loading...

is lamhe ko rok doon
ya main khud ko is mein jhonk doon
kya karun.. kya karun.. kya karun..
is lamhe main kuchh bhi jaanu na..

[naina naina laage
naina naina laage
naina naina laage
naina naina laage]

tose naina jab se mile
tose naina jab se mile
ban g_ye silsile…

tose naina jab se mile
tose naina jab se mile
ban g_ye silsile
tose naina jab se mile

o sudh_budh khoyi hai khoyi maine haan jaan ganwaai, ganwaai maine
haan tujhko basaya hai dhadkan mein
saanware..
o sudh_budh khoyi hai khoyi maine
haan jaan ganwaai, ganwaai maine
haan tujhko basaya hai dhadkan mein
saanware…
tose naina jab se mile
tose naina jab se mile
ban g_ye silsile

[naina naina laage
naina naina laage
naina naina laage
naina naina laage]

khud ko kho kar tujhko paya
is tarah se mujhko jeena aaya
o….
khud ko kho kar tujhko paya
is tarah se mujhko jeena aaya
teri lagan mein sab hai ganwaya
is tarah se mujhko jeena aaya
teri hansi meri khushi
meri khushi tu hi…

tose naina jab se mile
tose naina jab se mile
ban g_ye silsile

[naina naina laage
naina naina laage
naina naina laage
naina naina laage]

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...