kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

arijit singh – aayat كلمات اغاني

Loading...

tujhe yaad kar liya hai
tujhe yaad kar liya hai
aayat ki tarah

kaayam tu ho g_yi hai
kaayam tu ho g_yi hai
rivayat ki tarah

tujhe yaad kar liya hai
marne talak rahegi
marne talak rahegi
tu aadat ki tarah
tujhe yaad kar liya hai
o tujhe yaad kar liya hai
aayat ki tarah

ye teri aur meri
mohabbat hayat hai
har lamha isme jeena
muqaddar ki baat hai

kehti hai ishq duniya jise
kehti hai ishq duniya jise
meri jaan_e_mann
iss ek lafz mein hi chhupi qaaynaat hai..

mere dil ki raahaton ka tu
zariya ban g_yi hai
teri ishq ki mere dil mein
kayi eid mann g_yi hai

tera zikr ho raha hai
tera zikr ho raha hai
ibaadat ki tarah

tujhe yaad kar liya hai
o tujhe yaad kar liya hai
aayat ki tarah
hmm…

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...