kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

arham – baghi (intro) كلمات اغاني

Loading...

(intro: rj taimoor, arham)
“humaray saath maujood hain salar & arham asalam o alaik_m
arham apka kya role hai iss sari cheez main?”
“aisa hai ke main chand cassettes aur
bohat saray khawabon ke saath lahore aaya tha, sahiwal se belong karta hoon
aise hai hum entrepreneurs hain
hamara startup hai yeh
or shamas_kaari ek aisa platform hai, aisa record label hai
hum chahtay hain ke mehnat to logon ki ho, lekin usko rang hum lag_yein
or ap zariya bantay hain, karta tou uper wala hai
hum wo zariya ban’na chahtay hain

[verse: arham]
janiya mere, dil tor key paray
sutaya tu, lutya tu
ghar mera haye
ranjhana mere, be_abroo paray
sapnay woh, dekhe jo
andhera haye
haye haye (eee) (aaa)

(outro: arham)
“dekh bhai, uper walay ne mujhe koi bara studio, aur mehanga instrument tou nahi diya
yeh gala diya hai gala
aur jab tak iss main sansien hain main gaaun ga
aur jab tak ye phone recorder hai main sunaun ga, koi rokay “

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...