kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

arham, haider omar – december كلمات اغاني

Loading...

[arham]
ghairon ki yeh baatien
puchain
kahan hai wo thi jo
mere sath main
din aur raat main
nahi thi wo
kabhi meri
dikhi thi jo khari
mere sath main
intezaar main

mujhse na kaho
mujhse na kaho
kisay milli tum ho
kiya kar rahi aj kal ho

i don’t wanna know
mujhse na kaho
aisay hi rehnay do
dukh hai mera
mujhay sehnay do

(hoo ooo oo)
ariyo
hum tumhain nahi milay
phool phir bhi hain khilay
to kya ho ga

[haider omar]
thi woh mulakaatain meri
ghalti ab woh yaadein hain teri
kaha saath dey
sabar sey kaam ley
itni toh koshish ki meinay
hum sab ney dukh hain sahay
kya hog_ya

i don’t wanna know
mujh sey na kaho

sabar na kar paye
hum shaid jaldion mein thay
par tunay intezaar na kiya
mujhe ch_rnay mein
kya tha uss main aesa
jo na tha mujh mein
aaj tak mujhe khabar milti hai
abb tu bhi sun le

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...