kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

anan music – ishq ‘e’ khuda – anan | kohinxxr كلمات اغاني

Loading...

lyrics

dekha mene jab se tujhko
main teri kashish me kho g_ya
baate’n saari nazro’n ne ki
mein tera musafir ho g_ya
tera muskurana baalo’n ko banana
pass mere aake ankho’n ko churana
tera ehsaas jese khuda ko paana
hoga mashoor tera mera afsaana

han

ishq e khuda aaaaah
khuda aaaaaaah
ishq e khuda aaaaah
khuda aaaaaaah

tu hi mera ishq hai
tu hi mera hai khuda
chaahu’n kitna mai tujhko
mujhko tu de bata
tere bin meri rooh ka
kya hai maksadh ye bata
ishq kitna hai tujhse
iska rabb hai gawha
ishq e khuda aaaaah
khuda aaaaaaah
ishq e khuda aaaaah
khuda aaaaaaah

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...