kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

amish satti – hades كلمات اغاني

Loading...

{intro}
ye shayad mere aakhri lafz hein
jazbaat hein adhure jo mujh pe qarz hein
ye rap karna lage mujhe mujh pe farz he
mere tarz_e_bayaan ka bhi apna zarf he
ye rap mera ek vabaa ka marz he
in dard bhare lafzon ko tum se gharz he
mujhe panadol laa do mere sar mein dard he
mein mar raha hu par mot mein kya harj he
{verse 1}
mera kal mere aaj pe bojh he jaise
ye j_sm mera meri rooh pe bojh he jaise
andhere raasto mein apni khoj he
khud ko karu mein tabaah meri apni foj he jese
mere sawaloon ke jaalon ke piche chupi hein jo kuch kam zarf khuwahishaat kuch taalon ke niche
saari baatein banaate reh jana tum satti phir bhi rahe ga ulta in sab qataron ke niche
{chorus}
jaan de satti chal ghum na kar
tune ho jana he matti tu qabar se dar
tere zakham bhar jaen ge tu gham na kar
jo g_ya wo lot aaega tu gham na kar

jaan de satti chal gham na kar
tune ho jana he matti tu qabar se dar
tere zakham bhar jaen ge tu gham na kar
jo g_ya wo lot aaega tu gham na kar
{verse 2}
mere alfaaz ke saaz mein jo peghaam aghaaz karen wo tum sab ki samajh se kyun bahar rahein?
mera rap mere ghaib ki kahaani jis ke saaye ke niche ho tum saare perokaar bane
mein fankaar banda tum sab karo waar bhale satti phir bhi betha he sukoon ke darakht thale
munafiq dunia ko dosh kya mein du yaha tijori lutne wale gandu sab imaandaar bane
kal se mein betha kala soch raha hu
sochte sochte baal apne kharoch raha hu
kitaaboon mein sawaalon jawaabon ko dhund raha hu
kash pe kash laga ke khud se puch raha hu
ke kyu!
lar raha hu mein khud hi apne aap se
is dunia ke rang mein bhangte kyu sirf saanp hein
kalai pe laal rang jese ye gulaab he
phir bhi likhta hi jau ye alfaaz bhi sharaab hein
{bridge}
par hum kyu itne khoe se hein
rone walon ke kyu aansu nahi ponchte hein
tere aage piche jo bhi saare chutiye hein
yaqeen nahi he to khud se jaa ke puch le ye
kyun ke ye duniya to chalti rahe gi
tere baad tujh se pehle bhi ye chalti rahi thi
or hawas ki aag yunhi sab mein jalti rahe gi
or ye tabaahi or nafrat yunhi chalti rahe gi
ye nafs ka raqs yunhi chalta rahe ga
tum kheencho bhale taangein satti chalta rahe ga
darta marta wo phir bhi nikharta rahe ga
or tum sab bhale mil jao phir bhi larte rahe ga
or tum sab yunhi jalte raho ge
mujh pe khuda ki he nazar tum sab khangte raho ge
mein betha haathon ko mal ke yunhi khaansta rahu ga
mujhe shetaan bole aa ja us ke paas na jao
{verse 3}
i’ll see you all later alligator
cause my rhymes turned grime like i am a true s.l.a.y.e.r
with the pen in hand
i got the illest claims
i hope you get it cause i got no time to explain
y estos niños quien predicen
las personas quein me dicen
que no puedo rapear desde quinze
{interlude}
i want you to get up right now
go to the window
open it and stick your head out and yell
i am as mad as h_ll and i am not gonna take this anymore!
{prechorus}
ye rap nahi salaahiyaat ka dars he
ye alfaaz mere raaz mere sar pe qarz hein
mein bol bol ke thakta nahi ye kesa marz he
log bolte mein pagal hu kya ye sach he
is dunia mein sab gawaahikeen hein
bhul g_ye ke hum sab to raahigeen hein
chalo dafa karo dunia to wese rangeen he
naam rakh ke majid ye mujaahideen hein
{chorus}
jaan de satti chal ghum na kar
tune ho jana he matti tu qabar se dar
tere zakham bhar jaen ge tu ghum na kar
jo g_ya wo lot aaega tu ghum na kar
jaan de satti chal ghum na kar
tune ho jana he matti tu qabar se dar
tere zakham bhar jaen ge tu ghum na kar
jo g_ya wo lot aaega tu ghum na kar
{verse 4}
wo karte baat phir bhi baat ni maante
mere sath wale bichaate hein raah mein kaante
ye alfaaz mere raaz un ke mu pe chaante
imma k!ll em with the bars!
wo is baat ko jaante hein
phir dar ke bolen satti rap ko chorde
ye shetaan ke hein kaam apna mu tu mor le
phir wahi lagate chars apne nafz ke zor pe
or phir dete hein bayaan islam ke shor se
chal chor mera dimaag na kha
shumaila ne nudes bheji us ka text dikha
ye le send kar deta hu tu ghar pe ja
or saabun le ke araam se tu lun ghisa
ab log kahen ge mein behuda
par mein to likhta hu sach tu beshak maa chuda
andho ko andhera dikhana bana kaam mera
jo dekh sakta he wo band kar de gand mera
{chorus}
jaan de satti chal ghum na kar
tune ho jana he matti tu qabar se dar
tere zakham bhar jaen ge tu ghum na kar
jo g_ya wo lot aae ga tu ghum na kar
jaan de satti chal ghum na kar
tune ho jana he matti tu qabar se dar
tere zakham bhar jaen ge tu ghum na kar
jo g_ya wo lot aaega tu ghum na kar

{outro}
mein us society ki choli kya utaru ga jo pehle se hi nangi he
use kapre pehnana mera kaam nahi he
mein kali takhti par safed chalk istimaal karta hu
taake kali takhti or numayaan ho jae

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...