kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

aman yadav – yoga karenge hum log كلمات اغاني

Loading...

adhyaatm ki buniyaad hai
sukh _ shanti ki pahchaan hai
sangharsh ki kahaaniyon mein
yog bhi mahaan hai
yog bhi varadaan hai
bujhate diye ki jaan hai
sadiyon se mili hamen
ye hamari pahchaan hai

man ye kahane laga hai
aaj yoga kar
neend ko chaadar uda
ke aaj yoga kar
yoga karenge ham log
yoga karenge ham log ×2

swasth shareer ho jeevan mein gar to
saare lakshyon ko pa lega
nirmal ho tan paavan ho man
manke vo man ke pa lega
paramaatma ki aatma ko
aatma se mila lega

nom taana nom taanaom nom nom taanaanaana
nom taana nom taanaom nom nom taanaanaana
( musical part )
ik din aayega savera yog lekar
saath bhi hoga ye jahaan aur lega ek pran ×2

nom taana nom taanaom nom nom taanaanaana
( musical part )

yoga karenge ham log
yoga karenge ham log ×2

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...