kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

aliyas akhoon – beattown se كلمات اغاني

Loading...

[verse 1: aliyas akhoon ]
yeah yeah!!
(krrrrrrrr)

safar hi shuru ye 100 se ab na koii bhi khauf hai
likhne ka shauq hai
bolne ko cheeze toh bohot hai khanabadosh par khudka na dosh hai
lafzun ki khoj main bana abh qalam hi dost hai
alag hi zone main
beat pe aaoun toh rehta na hosh jo mic ho saamne karun na choke mai
(aye aye)

kaun hun mai kaun hun mai ab na unknown hun mai
chalta raha aese hi toh lelenge throne bhi
high in the sky nazrein jese hun drone mai
ready hain donu hi kattenge wannabes
kalam chale haath se ab hone wale hai haadse
seyahi bhari aag se toh kagaz hone raakh hain
dagabaaz jo thai saath chorde past main
jo mile naye raaste toh badhe sabhse faasle

(sabse bro yeah yeah)

inki nazaroun mai main aaj hi se
f__k em all inse behtar tha mai maazi mai
repping b_town (beattown), aff kay betha saath hi mai
donu likhne mai mast aur speaker pe bajay kanye

beat vi zabah rapper ti tabah ratev vi sazah thavi vi sabar
beat vi qabar likhnuk chi thazar vana bi pazar hemo vi khabar

(skrrrrrrrrrrrrrt)

[ verse :2 aff kay]
badal dun rukh ek gaanai se game ki banda mai
sane nai (aye aye)
bandhai ni haath kuch bandai hain saath woh dost ni family
no fake praise can’t ride no d day one se allergic to wack shi_
jabhse qalam hai haath mai kabhi bhi kiya relax nai
(woooooooo)
na chorda koi mauka hum kheench ke lete khud banta naseeb ni
tha 18 ka londa jabh pehli baar chadhi thi likhne ki talab ajeeb si
abh 4 saal baad representing b town
kyunki kabhi ni chorda yeh passion hum chordte laashein bas beat ki
karen na baatein abh khaali hai baandi hai knot
khanabadosh hain raat hi hai dost
likhoun mai raat bhar haath hi behosh
na kisi ki pakad mai aati yeh soch
likhke hain kagaz bhi raakh kiye boht
abh purai din rehta hai haath hi mai phone
kehne ko rapper toh waadi mai boht
par rapper hai rapper yahan waaqai mai kaun (kaun hai kaun hai)

sabh karen tareef in bars ko maante class apart hain sabh
tujhe jo tere hain saath mai paanch woh maante khaas hain bas
toh faasle rakh hai paas mai sabh jo bars hain aag se raakh den kar
hain saath mai shakhs jo class hai sabh toh kyu kisi ko bhi ghaas den abh
(kyun bhai)

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...