kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ali zafar – dekha كلمات اغاني

Loading...

[chorus]
dekha jo teri aankhon mein, deewana ho g_ya
teri in meethi baaton mein mastana kho g_ya
dekha jo teri aankhon mein deewana ho g_ya
teri in meethi baaton mein mastana kho g_ya
jaanon na kyun lagti ho yun
jaan_e_mann teri main, teri main
teri har ada pe main to hoon fida, yeh jaane khuda
dekha jo teri aankhon mein deewana kaise na hota ho yaar
teri in meethi baaton mein mastana kaise na khota ho yaar
[verse 1]
raat ko ho sama, soya ho ye jahaan
na koi darmiyaan ho
baat ho yun bayaan, jaise koi azaan
ishq tumse wahan ho
tere sang jhoom loon, haathon ko choomoo
aisa kuch ho jaye ho jaye jaisa
mohabbat ke har aik fasaane mein humne parha

[chorus]
dekha jo teri aankhon mein, deewana ho g_ya
teri in meethi baaton mein mastana kho g_ya

[verse 2]
saadagi uff khuda, naazuki bepanah
raat din teri suna ho
niyatein ho fanaa, dekh ke tumko jahaan
kehne se na hum mana ho
jo chaha bol doon, jo undar khol doon
dekho ji aise na, aise na
humse bahaane karo na fasaane gharo meri jaan

[chorus]
dekha jo teri aankhon mein, deewana ho g_ya
teri in meethi baaton mein mastana kho g_ya
jaanon na kyun lagti ho yun
jaan_e_mann teri main, teri main
teri har ada pe main to hoon fida, yeh jaane khuda
dekha jo teri aankhon mein deewana kaise na hota ho yaar
teri in meethi baaton mein mastana kaise na khota ho yaar

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...