kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

air atman in ravi – jo bhi jag mein كلمات اغاني

Loading...

jo bhi jag mein

jo bhi jag mein hai bana.. || woh prabhu, aur kuch na hai..
prabhu har shay mein hai sama..|| uske bin kuch bhi nahi hai..
jo bhi dikhta.. || woh prabhu hai..
jo bhi chuta.. || woh prabhu hai.. 4×2
jo bhi jag mein hai bana.. ||woh prabhu, aur kuch na hai…

pahado mein bhi wahi hai.. || hawaon mein bhi wahi hai..
nadiyan jo tez behti.. || prabhu bin kuch bhi nahi hai..
aasman mein jo hai masti.. sach mein hai unki hasti(x2)
jo bhi dikhta.. ||woh prabhu hai..
jo bhi chuta…|| woh prabhu hai..
jo bhi jag mein hai bana..|| woh prabhu, aur kuch na hai..
prabhu har shay mein hai sama..|| unke bin kuch nahi hai..

jag mein jo bhi hai chalta.. ||sab kuch unki hai shakti..
putle aur kuch nahi hum.. ||sach mein hum sab toh mitti..
jaadugar toh prabhu hai.. jaadu unke hi hath se hoti..(x2)
jo bhi dikhta.. || woh prabhu hai..
jo bhi chuta…|| woh prabhu hai..
jo bhi jag mein hai bana..|| woh prabhu, aur kuch na hai..
prabhu har shay mein hai sama..|| unke bin kuch na hai..
sab kuch yahan prabhu hai ||uske bin kuch bhi nahi hai..
jo bhi yahan hai dikhta ||sab mein prabhu prakat hai..
ehsaas sach ka hai hota.. jinki sachi hai bhakti..(x2)
jo bhi dikhta.. ||woh prabhu hai..
jo bhi chuta,..|| woh prabhu hai..

jo bhi jag mein hai bana..|| woh prabhu, aur kuch na hai..
prabhu har shay mein hai sama.. || uske bin kuch bhi nahi hai..
jo bhi dikhta..|| woh prabhu hai..
jo bhi chuta…|| woh prabhu hai..
jo bhi jag mein hai bana.. ||woh prabhu, aur kuch na hai. prabhu har shay mein hai sama..||unke bin kuch bhi nahi hai…

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...