kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ainu nigam – wahi khuda hai كلمات اغاني

Loading...

singer: ainu nigam

lyrics: ainu nigam

song t-tle: wahi khuda hai

album: ramzan (special)

artist: talib khan & ainu nigam

label: wonder music record

a ha ha ha , khuda,,,,, wahi khuda hai ,wahi khuda hai

koi toh hai, koi toh hai jo nizam-e-hasti chala raha hai

wahi khuda hai

wahi khuda hai

dikhayi bhi na de jo nazar bhi , woh aa raha hai

wahi khuda hai

wahi khuda hai

talash usko na kar buton mein

woh hai badalti ruton mein

jo din ko raat aur raat ko din banaa raha hai

wahi khuda hai

wahi khuda hai

koi hai toh hai jo nizame hasti chala raha hai

wahi khuda hai

(wohi khuda hai)

kisi ko tajo wakar bakshe

kisi ko zillat ke khar bakhshe

woh sab ke haathon pe

mohar-e-qudrat laga raha hai

wahi khuda hai

wohi khuda hai

koi toh hai jo nizam-e – hasti chalaa raha hai

khuda hai

yeh chand taare hain noor usi ka

hai har jagah pe zahoor usi ka

yeh phool kaliyan

yeh sabze patte sajaa raha hai

wahi khuda hai

wahi khuda hai

koi toh hai jo nizam-e-hasti chala raha hai

wahi khuda hai

(wohi khuda hai)

nazar bhi rakhe sma’atein bhi

woh jan leta hain neeyatein bhi

jo khana-e- la shaoor mein
jagmagaa raha hai

wahi khuda hai

(wohi khuda hai )

koi toh hai jo nizame hasti chala raha hai

kyun mangta hai tu is jahan se?

tujhe milega khuda ke ghar se

nabi sadqe jo apne haathon loota raha hai

wahi khuda hai

(wohi khuda hai)

dikhayi bhi na de jo nazar bhi woh aa raha hai

wahi khuda hai

woh hai ali ka jigar ka tukda

woh fatemah hai lal jisne

hussain karbobla mein jisko bula raha hai

koi toh hai jo nizame hasti chalaa raha hai

wahi khuda hai

wohi khuda hai

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...