aff kay – pathar dil كلمات اغاني
uth g_yi lakeerain haatoun se
haal bane banjaroun se
khushiyan sabh kinara kar
chal diye in raahoun pe
betha muntazir main kis ghadi ka mujhe hai pata na
main fasanasaaz har saaz main chuhpa hai fasana
zehni beemar is beemari ki koi hai dawa na
rehta mehfilun main chup aur iski ana hai wajah na
hoga jo bhi hoga abh main umeedain hun rakhta nai
hun maazi main fasa main sochun anai walai kal ka nai
ghum chuka pata hai mujhe garh ka ki
main chaand tha jin aankhoun ka abh unke dil main basta nai
abh rehna chahta bas main sohbat main parchayi ki
sukoon deti hai khamoshi ye tanhayi ki
hun waakif saazishun se dabhi jo ander bhalai ki
mai maangun aasre par milti khaali rai hi
baaki gumaan mera bas tu hi sachayi thi
abh maazi mera mujhe lagta hai hikayat si
jeenai ki raza hai nai hai jeena bhi saza hai ki
hai fitrat hi ye zindagi ki haste hi rulaye bhi
pathar dil banchuka guzra main jin halatoun se
aftaab dhal chuka mutaasir main in raatoun se
abh na hum milsakenge fir kabhi toh fir kyun
chehra tera abh bhi hai basa in aankhon main
pathar dil banchuka guzra main jin halatoun se
aftaab dhal chuka mutaasir main in raatoun se
abh na hum milsakenge fir kabhi toh fir kyun
chehra tera abh bhi hai basa in aankhon main
dafan kiya armanoun ko
chubhan si hoti hai saansoun main
ghum hote dekhe chehre
apnu ke hain anjaanoun main
patthar dil banchuka guzra main jin halatoun se
aftaab dhal chuka mutaasir main in raatoun se
abh na hum milsakenge fir kabhi toh fir kyun
chehra tera abh bhi hai basa in aankhon main
pathar dil banchuka guzra main jin halatoun se
aftaab dhal chuka mutaasir main in raatoun se
abh na hum milsakenge fir kabhi toh fir kyun
chehra tera abh bhi hai basa in aankhon main
كلمات أغنية عشوائية
- maddie tae › maddie & tae – heart they didn’t break كلمات اغاني
- conway the machine trillmatic › conway the machine & trillmatic – keep up كلمات اغاني
- mesh uk › mesh (uk) – get ready! كلمات اغاني
- 篠原恵美 emi shinohara › 篠原恵美 (emi shinohara) – あら野のはてに (les anges dans nos campagnes) كلمات اغاني
- moritz ley › moritz ley – rosarot كلمات اغاني
- internet od › internet od – flight to la كلمات اغاني
- ashmute › ashmute – 그곳은 더 이상 존재하지 않아 (the place no longer exists) كلمات اغاني
- terraiy › terraiy – sevynteen lyfestyle intro كلمات اغاني
- lil pump › lil pump – fuck your life up* كلمات اغاني
- hazel city › hazel city – gorgeous كلمات اغاني