kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

abdullah qureshi – intezaar كلمات اغاني

Loading...

intezaar, mein tere, yun sab hai, kho diya
jitna bhi tha, rona maine, ab hai ro liya
zindagi ko, jeena chaaha, par dubo diya
jitna bhi tha, rona maine, ab hai ro liya…

hu, raasta jo, chun liya hai, maine meri jaan
tera tha, kabhi na, woh toh, tha hi, bas mera
chah ke bhi, keh na paau, kuch bhi mein, tujhe
tere aane, ki nahi, rahi talab mujhe…

zaayka, toh chakh liya, zakhm bhi si liya
jitna bhi tha, rona maine, ab hai ro liya
intezaar, mein tere, yun sab hai, kho diya
jitna bhi tha, rona maine, ab hai ro liya…

ho, taare jo, chune they maine, tere hi liye
roz, puchte bhi mujhse, din woh kya hue
kya hua, jo dil dukha hai, kya hua sanam
aaj bhi, tera hoon, tere pyaar ki kasam…

muskurake, sar jhukaake, zeher pee liya
jitna bhi tha, rona maine, ab hai ro liya
zindagi ko, jeena chaha, par dubo diya
jitna bhi tha, rona maine, ab hai ro liya…

intezaar, mein tere, yun sab hai, kho diya
jitna bhi tha, rona maine, ab hai ro liya

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...