kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

abdul hannan – gawara كلمات اغاني

Loading...

maujoodgi teri
dhoondti hi rehti hai har pal rooh meri

sahaara jo tera
paanay ko dil ye tarasta hai mera

tanha ye mann ghabraaye
milna tu kyun na chaahay

gawaara ye nahi yaara
gawaara ye nahi yaara
sahaara jo nahi tera
gawaara ye nahi yaara
it’s been a while you know
chehra jo tera hai dekha hi nahi

kyun na ye samjhay
mehdood tum tak jo meri har khushi

doori sahi na jaaye
paas mere kyun na aaye

gawaara ye nahi yaara
gawaara ye nahi yaara
sahaara jo nahi tera
gawaara ye nahi yaara

gawaara ye nahi yaara
gawaara ye nahi yaara
sahaara jo nahi tera
gawaara ye nahi yaara

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...