zeeshan ali (pakistan) - saadgi (romanized) كلمات الأغنية
saadgi toh hamari zara dekhiye
aitbaar aapke vaade par kar liya
saadgi toh hamari zara dekhiye
aitbaar aapke vaade par kar liya
saadgi toh hamari zara dekhiye
saadgi toh hamari zara dekhiye
aitbaar aapke vaade par kar liya
baat toh sirf ek raat ki thi, magar
intezaar aapka umr_bhar kar liya
baat toh sirf ek raat ki thi, magar
intezaar aapka umr_bhar kar liya
zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha
aapka aisi baaton se kya vaasta?
aapka aisi baaton se kya vaasta?
aap toh bewafa aur sitamgar nahi
aap toh bewafa aur sitamgar nahi
aapne kis liye munh udhar kar liya?
saadgi toh hamari zara dekhiye
aitbaar aapke vaade par kar liya
zindagi ke safar mein bahut door tak
zindagi ke safar mein bahut door tak
jab koi dost aaya na humko nazar
jab koi dost aaya na humko nazar
humne ghabra ke tanhaiyon se saba
humne ghabra ke tanhaiyon se saba
ek dushman ko khud humsafar kar liya
saadgi toh hamari zara dеkhiye
saadgi toh hamari zara dekhiye
aitbaar aapkе vaade par kar liya
baat toh sirf ek raat ki thi, magar
intezaar aapka umr_bhar kar liya
كلمات أغنية عشوائية
- arthur victor - viagem ao centro de mim كلمات الأغنية
- xxxtasy - не слушай(don't listen) كلمات الأغنية
- cynthia nascimento - um novo lar (part. fmília nascimento) كلمات الأغنية
- 21st century archetype - conflagration كلمات الأغنية
- dani faiv - oggi no كلمات الأغنية
- ben zaidi - ricochet. (the crisis is inside us) كلمات الأغنية
- elit ficado - pretty girlz كلمات الأغنية
- salto - canção diagonal كلمات الأغنية
- nalu - friends with benefits كلمات الأغنية
- jafumega - assim não كلمات الأغنية