kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

zain zohaib - zindagi hussain hai كلمات أغنية

Loading...

chorus
zindagi hussain hai, bandagi hussain hai

is jahaan ki teergi mein raushni hussain hai

verse
wo hussain jo ki deen ki panaah ban g_ya
wo hussain jo binaa_e_la ilaah ban g_ya

pre_chorus
wo hussain jispe karte ambiya bhi naaz hain
wo hussain jo ki ek kibriya ka raaz hai
raaz hai khuda to uski aagahi hussain hai
chorus
zindagi hussain hai, bandagi hussain hai
zindagi hussain hai, bandagi hussain hai
is jahaan ki teergi mein raushni hussain hai
verse
ghar diya hussain ne, sar diya hussain ne
jo koi na kar saka wo kar diya hussain ne
pre_chorus
jiske saamne koi nahiin raha havaas mein
aisi jang to ali nahiin lade they pyaas mein
khud ali ye kah rahe hain ki ali hussain hai
chorus
zindagi hussain hai, bandagi hussain hai
zindagi hussain hai, bandagi hussain hai
zindagi hussain hai, bandagi hussain hai
zindagi hussain hai, bandagi hussain hai
zindagi hussain hai, bandagi hussain hai
zindagi hussain hai, bandagi hussain hai

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...