
yor yugh verma - na aana na كلمات أغنية
jis tarah aasmaan mein aaj
baadlon ki koi kami na
usi tarah se hamesha
tu meri yaadon mein hai basa
jis tarah se
tu meri hai
vaise hi hoon tera main
aur tum bhi toh ho
mere
na aana na akele
tum lete aana unko
haan le g_ye the tum jo sang tere
mere savere
na aana na akele
tum lete aana khushiyaan
haan le aana khushiyaan sang tere
maangi kitni duaein maine
dekhne ko tujhe bas ek dafa
bina tere kaise barson tadpa main
meri jaan tujhe kuch bhi na pata
tere bina, tere jaane se
rehne laga tha main khoya khoya
tu kya jaane, sookhe naino se
bina ashqon ke kaise roya
tu jo g_ya tere saath hi the
chale g_ye sab sukoon ke pal
phir bhi vaise hi hoon tera main
aur tum bhi toh ho
mere
na aana na akele
tum lete aana unko
haan le g_ye the tum jo sang tere
mere savere
na aana na akele
tum lete aana khushiyaan
haan le aana khushiyaan sang tere
كلمات أغنية عشوائية
- baek a (백아) - 첫사랑 (amor) كلمات أغنية
- fallbrawl - exitus // kein neues leben كلمات أغنية
- andi krush - purple sky كلمات أغنية
- abraxus - rip the old me كلمات أغنية
- mahmoud el esseily - tararam | تررم كلمات أغنية
- cracker jackers - cracker jack كلمات أغنية
- lemood - outshit 1 كلمات أغنية
- daily terror - führer كلمات أغنية
- onew (온유) - dance whole day كلمات أغنية
- galileo galilei - swallow كلمات أغنية